Posts

Showing posts from May, 2024

Shaam ke Azkaar

Image
🌃☆☆*اَذْکَارُالْمَسَاء*۔☆☆🌃   👇🏼 Shaam ke Azkaar  🕰️    वो दुवाएं जो रसूल अल्लाह पढ़ा करते थे ताके जिन्नात और शयातीन के शर और फितनों से अपनी हिफाज़त कर सकें और अल्लाह  के करीब होने का रास्ता आसान हो जाए और वक्त भी इबादत में शुमार हो जाए *ان شاء اللہ تعالی*✨  🤲🏻 *اَعُوْذُ بِاللهِ مِنَ الشَّیْطٰنِ الرَّجِیْمِ۔* 🤲🏻 *بِسْمِ اللہِ الرّٰحْمٰنِ الرّٙحِیْمِ*  1️⃣• *اَللهُ لَآ اِلٰهَ اِلاَّ ھُوَ اٙلْحَیُّ الْقَیُّوْمُ لَا تَاْخُذُهٗ سِنَةٌ وَّ لَا نَوْم ٌ لَهٗ مَا فِی السَّمٰوٰتِ وَ مَا فِی الْاَرْضِ مَنْ ذَا الَّذِیْ یَشْفَعُ عِنْدَهٗ اِلَّا بِاِذْنِهٖ  یَعْلَمُ مَا بَیْنَ اَیْدِیْھِمْ وَ مَا خَلْفَھُمْ وَ لَا یُحِیْطُوْنَ بِشَیْءٍ مِّنْ عِلْمِهٖ  اِلَّا بِمَا شَآءَ وَسِعَ کُرْسِیُّهُ السَّمٰوٰتِ وَ الْاَرْضَ وَ لَا یَؤُدُهٗ حِفْظُھُمَا وَ ھُوَ الْعَلِیُّ الْعَظِیْمُ ¤*  ( ×1)  शुरु अल्लाह के नाम से जो बड़ा मेहरबान और बहुत  रहम करने वाला हैं  अल्लाह के सिवा कोई माबूद नहीं, अल्लाह ही हमेशा जिंदा और बाकी रहने ...

Surah Ikhlaas

Image
بِسۡمِ ٱللهِ ٱلرَّحۡمَـٰنِ ٱلرَّحِيم قُلۡ هُوَ ٱللَّهُ أَحَدٌ(١) Keh dijiye Allah ek hai कह दिजिए अल्लाह एक है ٱللَّهُ ٱلصَّمَدُ(٢) Allah beniyaaz hai अल्लाह बेनियाज़ है لَمۡ يَلِدۡ وَلَمۡ يُولَدۡ(٣)   Na isse koi paida hua aur na woh kisi se paida hua hai ना इससे कोई पैदा हुआ और न वो किसिसे पैदा हुआ है وَلَمۡ يَكُن لَّهُۥ كُفُوًا أَحَدُۢ (٤) Aur na koi iska Humsafar ha i और ना कोई इसका हमसफर है -:Tafseer  Is surah mei Allah Ta'ala ki khalis tauheed bayan ki gai hai isliye is surah ka naam  Al Iklaas hai  Is surah ka sabab nuzool yeh bayaan kiya Gaya hai ki mushrikeen ne Rasoolallah SAW se kaha ke apne Rabb ka nasab bayan Karo to Allah Ta'ala ne is surah ko nazil farmaya  Hajrat Ikrimah R Anhu farmate hai ki yahood kehte the hum hajrat Uzair Allaihisslam ko pujte hai Jo Allah Ta'ala ke bete hai , aur  isai kehte the hum hajrat Isa Allaihisslam ko pujte hai Jo Allah Ta'ala ke bete hai , aur majoosi khete the ki hum Suraj or Chand ko pujhte hai , ...

JUMMAH KI FAZILAT

Image
Jummah ki fazilath Hazrat Abu Huraira (RA) Se Riwayat Hai Ke Rasoolullah (SAW) Farmatay Hain Jab Jumu’ah Ka Din Hota Hai Farishtay Masjid Ke Darwazay Par Khaday Ho Jatay Hain. Pehlay Anay Walay Ka Naam Pehlay, Is Ke Baad Anay Walay Ka Naam , Is Ke Baad Likhte Hain (Isi Tarah Anay Walon Ke Naam Un Ke Anay Ki Tarteeb Se Likhte Rehtay Hain)... Jo Jumu’ah Ki Namaz Ke Liye jald Jata Hai Usay Oount Sadqa Karne Ka Sawab Milta Hai. Is Ke Baad Anay Walay Ko Gaay Sadqa Karne Ka Sawab Milta Hai. Is Ke Baad Anay Walay Ko Mendha, Is Ke Baad Walay Ko Murghi, Is Ke Baad Walay Ko Anda Sadqah Karne Ka Sawab Milta Hai. Jab Imam Khutba Denay Ke Liye Aata Hai To Farishtay – Woh Register Jin Mein Anay Walon Ke Naam Likhay Gaye Hain Lapet Dete Hain Aur Khutba Sunne Mein Mashgool Ho Jatay Hain. “Narrated By Al-Bukhaari (881) And Muslim (850)”

AURTOUN KE HUQOOQ

                    ISLAM MEI MUSLIMAH KE HUQOOQ  NAHMADUHU WA NUSALI ALA RASOOLILAH KAREEM                            AMM A BA AD      AAUZUBILLAHI MINASH SHAITAANIR RAJEEM      BISMILLAHIR REHMAANNIR RAHEEM          RABBI ISHRAHLEE SADDREE WA YASSIR LEE AMREE   WAHLUL UQHDATA MILISSANEE YAFQAHOO QAWLEE                RABBI ZIDNI ILMA... RABBI ZIDNI ILMA...  RABBI ZIDNI ILMA... ASSALAMWALEKUM WA REHMUTULLAHI WABARAKATUHU                   Allah Rabbiul Aalameen ne Aurtoun ko zameen mai paida farmaya or unhe bahut sare huqooq bhi aata kiye . Lekin afssos yeh bhi hai ki aaj bahut si behene aisi bhi hai jinhe aaj tak unhe unke Huqooq ka Ilm nahi. Jab bhi Muslimah kisi non muslimah ko dekhte hai to unhr dekhkar ...